SAJNA
The Initials Feat. Rhea
November 22, 2024 | Single
Lyrics
Tujhe kaise bhulayein sajna
Tujhe kaise bhulayein sajna
Ki teri yaad sataaye naa
Ki teri yaad sataaye naa
Tujhe kaise bhulayein sajna
Tujhe kaise bhulayein sajna
Ki teri yaad sataaye naa
Ki teri yaad sataaye naa
Yeah
Mujhe darr hai tujhe kho na doon
Kabhi seenein se lagaun kahhi ro na doon
Saasein ye thame har pal teri yaad aaye
Jab phir kahi likh ke zamaana kahin chhod na doon
Dekho dekho kaise dhadkan bhade har pal
Dekho dekho haanth kaapein kaisi bhadi hal chal
Kal theek tha zamaana aaj bada gadbad
Chaahun pakadun isse ya lelun saasein bhar bhar
Main bhoola nahi gali vo zameen banjar hai
Main jaata nahi vahan vo makaan khandar hai
Mai pehle kuch tha par ab bohot antar
Khwaab bune kuch the par ab alag manzar hai
Kuch baatein ab bhi seenein ke andar hai
Bhaar hota nhi kam, baatien band karke
Dil ko rakha hai seenein se bandh kar ke
Phudakta hai ye yaad kar kar ke
Teri yaad sataaye naa
Teri yaad sataaye naa(Teri yaad sataaye naa)
Uh
Dekhun nazariya badalne ka sapna
Band kara ke lautoon main apni hi duniyan mein
Meri duniya mein chota sad aur
Ussi daur mein khush hoke daudoon main ja-ja ke
Has ke bitata hoon pal main vo saare
Ki tere sahaare se hum bhi to haare the
Chaaya mat choona dukh hota hai dugna
Ye padha tha maine aur jaana hoon ab jaake
(Huh)
Tujhe kaise bhulayein sajna
Tujhe kaise bhulayein sajna
Ki teri yaad sataaye naa
Ki teri yaad sataaye naa
Credits
Vocals
Composition
Lyrics
Music Production
Mixing and Mastering
Album Art
- Ujjwal Tewari, Ayushi
- Ujjwal Tewari
- Ujjwal Tewari
- Abheest, Ujjwal Tewari, Ritesh Kumar
- Abheest
- Abheest





